Category Archives: Uncategorized

Pakistan Studies (FSc. part 2), Periodic Dates.

Human memory works in a peculiar way. Organization, pattern formation, visualization, association, attention, linkage and mnemonics etc. are the basic keys for gaining access to a good memory. If the material is organized, it improves learning. This has been proved by experimental evidence. Following is the periodic organization of all the dates and the events related to them in the Pakistan Studies book for FSc. Part 2 (Punjab Text Book Board, Lahore 2012 edition)

NOTE: The spellings in the notes may not be accurate..

 

 

1050-1350:

sindhi zaban ki adbi or deeni takhleeqat me kaam hua.

1647:

shah jahan ne agrah ki bjay delhi ko apna darulkhilafa banaya.

1840:
balochi zaban ki qadeem shairi ko roshnaas karanay ka kaam hua.

1857:
jang e azadi.

1859:
sarsyed ne muradabad me madrassa qaim kia.

1862:
sirsyed ne ghazi pur me madrassa qaim kia.

1863:
sirsyed ne ghazi pur me scientific society qaim ki.

1867:
urdu hindi tanazia.

1875:
sir syed ne M.A.O high school qaim kia.

1876:
Sirsyed ki banai hui scientific society k dafatir ali garh muntaqil huay.

1884:
viceroy lord rippn ne aik act k zariay muqami hakumaton ka nizam nafiz kia.

1885:
Aik angrez A.O.Hume ki koshish se congress qaim hui.

1886:
muhammadan educational conference qaim hui.

1905:
mashraqi bengal ka neya suba bana.

1906:
1st october musalmaon ka wafad bartanwi viceroy se mila.

1909:
musalmanon ne judagana tareeq e intekhab raij karwaya.

1914:
jang e azeem awwal ka aaghaz hua.

1918:
jang e azeem awwal ka ikhtetam hua.

1919:
tehreek e khilafat ka aaghaz.

1922:
sir john marshal ki nigrani me mohinjadaro ki khudai ki gai.

1930:
Ila aabad me allama iqbal ne pakistan ka tasavvur pesh kia.

1930:
qaid e azam aleda muslim mumlikat k qiam ka faisla kar chukay thay.

1930:
kashmiri musalmanon ne dogra raaj k khilaaf aazadi ki tehreek shuru ki.

1933:
chaudhry rehmat ali ne aik se ziada aazad mumlikaton ki tajveez pesh ki(now or never) me.

1937-1939:
congressi wizaraten qaim rahin.

1938:
sindh muslim league ne baresagher ki taqseem k haq me qarardaad manzur ki.

1939-1945:
jang e azeem dom jari rahi.

1940(23 March):
qaradad e lahore(pakistan) manzur hui.

1941:
mardam shumari hui jis k mutabiq kashmir ki aabadi 40lac thi.

1942:
crips mission aaya.

1943:
qaid e azam ne karachi me munaqida salana ijlaas me irshad farmaya. (wo konsa rishta hai…)

1944(March):
qaid e azam ne talaba se khitab farmaya. (hamara rehnuma isalam…)

1945:
shimla conference.

1945(december):
markazi asambli k intekhabat huay.

1946(january):
subai asembly k intekhabat huay.

1946(february):
aqwam e muttahida ki koshishon se insani haquq ka comission bana.

1946:
cabinet mission plan aya.

1946(16 august):
muslim league ne iss din ko yaum e rast iqdaam karar dia.

1946:
aburi hakumat qaim hui.

1947(20 february):
bartanwi wazeer e azam ne ailan kia k bartanwi raaj june1948 ko khatam ho ga.

1947(20 february):
bartania ne india or indian riaston pr control uthanay ka ailan kia.

1947(3 june):
barr e sagheer ki taqseem k liay mansuba bana.

1947(18 july):
taqseem k liay qanoon e azadi e hind manzoor hua.

1947(14 august):
paksitan ki azadi ka ailan hua.

1947(15 august):
hindustan ki azadi ka ailan hua.

1947:
kashmiri awam pakistan se ilhaq karna chahtay thay.

1947(30 september):
pakistan aqwam e muttahidda ka rukn bana.

1947(11 october):
qaid e azam ka sarkari mulazmeen se khitaab. (hamaray liay ye challenge hai…)

1947(november):
pak bharat k darmiyan asason ki taqseem se mutaliq meeting or muahida hua

1947(27 november):
all pakistan educational conference se quaid e azam ka khitaab. (agar ham fori or..)

1948(14 february)
sibbi k muqam pr quaid e azam ka irshad (aao hm apnay jamhuri nizam….)

1948(21 march)
dhaka k awam se quaid e azam k khitab (me chahta hun k….)

1948(25 march):
sarkari mulazmeen se quaid e azam ka khitab (aap panay jumla faraiz…)

1948(april)
india ne maghrabi punjab ko aanay walay pani ka rasta rok dia.

1948(june):
ailan k mutabiq(1947 february) bartanwi raaj khatam hona tha.

1948(1st july):
state bank of pakistan ki buniyad rakhi gai.

1948(11 september):
bharti afwaj ne deccan pr hamla kar dia.

1948(17 september):
nizam deccan ki afwaj ne hathiyar daal diay.

1948:
U.N me comission ne insani huquq ka mussawida tayyar karna tha.

1948(10 december):
general assembly ne insani huquq k mussawiday ko manzur kia.

1948:
pak bharat jang hui or pakistan ko nuqsan puhncha.

1948:
selab aaya, ye b pakistan ka ibtedai masala tha.

1949(12 march):
liaqat ali khan ne qarardad e maqasid pesh ki.

1949(october)
china qaim hua.

1949:
pakistan k wazir e azam ne iran ka dora kia.

1950(28 septmber):
buniadi asulon ki comittie ne aburi report liaqat ali khan ki sarbarahi me pesh ki.

1950:
shah e iran ne pakistan ka dora kia.

1951:
mardam shumari hui jis k mutabiq khwandgi ki sharah 16 percent hai.

1951:
pakistan or saudi arab k darmiyan pehla muahida hua.

1952(22 september):
buniadi asulon ki comittie ki dusri report khwaja nazimuddin ki sarbarahi me pesh hui.

1954:
shah abd ul aziz ne pakistan k a dora kia.

1955(23 june):
dusri dastoor saaz assembly ka intekhab hua.

1955:
pak china k darmean bandung conference hui.

1956(9 january):
chaudry muhamad ali wazer e azam thay to aain ka musawida dastorsazasmbly pesh kia gia.

1956(29 february):
aain ka mussawida governer general ne manzur kia.

1956(23 march):
aain nafiz hua.

1958(october):
mulk ka pehla marshal law ayyub khan ne lagaya.

1958:
paksitan me muqami hakumaton ka nizam muattal ho gya.

1959(27 october):
ayyab khan ne buniadi jamhuriaton ka hukm nama jari kia.

1959:
pehli zar’ai islah nafiz hui.

1960:
sindh taas muahida hua.

1960:
pehla balochi mujalla shaia hua.

1961:
china or pak k darmiyan had bandion ki koshishen shuru hoen.

1962(8 june):
nay dastoor ko ayyub khan ne lagu kia.

1963:
china or pakistan k darmiyan sarhad ki hadbandi ho gai.

1964(february):
sadr e pakistan ne china ka tareekhi dora kia.

1964:
pakistan or iran ne turkey se mil kar R.C.D ka muahida kia.

1965:
pakistan bharat k darmian doosri jang.

1966:
shah faisal ne paksitan ka tareekhi dora kia.

1969(25 march):
ayyub khan musta’fi ho gya.

1969:
china pakistan k darmyan shahrah e karakoram ki tameer hui.

1970s:
k ibtidai saalon me pak-afghan ta’aluqat behtar huay.

1970s:
me pak-america ta’aluqat me garamjoshi na rahi.

1970s:
me sindhi zaban me quran ka manzoom tarjuma molvi mallah ne kia.

1970(december):
general yahya khan ne assemblion k intekhabat karway.

1971:
pak-bharat k darmean teesri jang hui.

1971(16 decmeber):
mashriqi pakistan bangladesh ban gya.

1971(20 december):
foj ne iqtedar bhutto k hawalay kar dia.

1972:
doosri zar’ai islah nafiz hui.

1972(12 april):
bhutto ne mulk me aboori ain lagu kia.

1973(april):
mustaqil ain ka musawwida manzur hua.

1973(14 august):
aain nafiz hua.

1974:
pak-saudi arab k darmian doosri islami conference hui.

1977:
teesri zar’ai islah nafiz hui.

1978(april):
afhanistan me foji inqilab aya.

1979(10 february):
shar’ai hudud ka ordinance nafiz kia gya.

1979(10 february):
oridinance k zariay tamam high courts me shariat bench qaim kiay gay.

1979(december):
roosi afwaj ka afghanistan me dakhla.

1979:
R.C.D ka muahida mansookh hua.

1979:
afghan-roos jang me pak-afghan achay ta’luqat dobara.

1980(may):
shariat benchon ki bajay wafaqi sharai adalat qaim ki gai.

1980(20 june):
zakat o ushr ka nizam jari kia gya.

1980:
saarc k dairay me pak-bharat ta’luqat barhanay ki koshish ki gai.

1981(1st january):
sood se nijaat hasil karnay k liay nafa o nuqsaan ki buniyad pr khatay kholay gay.

1981(2 january):
isalmabad me benulaqwami islami university ne kaam shuru kia.

1983:
ushr ki wusuli ka kaam amli tor pr shuru hua.

1984(1st july):
tamam saving accounts ko P.L.S khaton me tabdeel kar dia gya.

1985:
difai medan me pak-china muahiday.

1985:
pak or iran ne turkey se mil kr R.C.D ki tanzeem e no ki, nea naam E.C.O rakha.

1987:
china k wazeer e azam ne pakistan ka dora kia.

1988:

saarc conference me pak-ind wuzara ka muahida, johri marakiz pr hamla na karnay ka faisla.

1988:
aqwam e muttahidda k zer e nigrani genwa me roos, pak, afghanistan k darmian muahida.

1989:
kashmiri mujahideen ne bharat k khilaf jihad ka ailan kia.

1989:
roos ne fojen afghanistan se wapis bula len.

1990:
pakistan bharat ta’aluqat me behtari hui.

1991:
mashriq e wusta ka inteshar.

1992(april):
afghanistan me mujahideen ki hakoomat qaim hui.

1998:
pak-saudi economic comission riaz me qaim hua.

1998:
mardam shumari k mutabiq khwandgi ki sharah 45% hai.

1998(28 may):
pakistan ne chaghi k paharon me atomi dhamakay kiay.

1999(february):
china k wazeer e difa ka pakistan ka dora.

1999(april):
chairman national peoples congress ka dora e pakistan.

1999(12 october):
pervaiz musharraf ne hakumat sambhali.

1999:
musharraf ne saudi arab ka dora kia.

2000(dec) or 2001(august):
k darmian marhala waar intekhabat karway gay.

2000:
musharraf ne iran ka dora kia.

2000:
pakistan afghanistan ne mustaqil mushtarka comission qaim kia.

2001(14 august):
muqami hakumaton k nay nizam ka ijra kia gya or ikhteyarat ki taqseem ka mansooba

2001:
china k wazeer e azam ne pakistan ka dora kia.

2001(14-17 july):

pak-bharat conference aagrah.

2001(11 september):
america ki imaraton pr dhamakay huay.

2002:
intekhabat me assemblies, senate or councilon me khawateen ki numaindgi barh gai.

2002:
musharraf ne china ka dora kia.

2003:
paksitan me nai jamhoori hakumat qaim hui.

2003:
pakistan k wazeer e azam ne saudi arab ka dora kia.

2004(january):
saarc k mokay pr sadr e pakistan or wazeer e azam bharat k darmiyan muzakarat.

2004(september):
sadr e pakistan or wazeer e azam bharat ki aqwam e muttahid ki assembly k ijlaas me shirkat.

2004:
hamid karzai afghanistan ka jamhoori sadr muntakhib hua.


Quote:

“Virtue is rewarded in ways one cannot know.” (NELSON MANDELA)

THANKS!

 

THE WALLS

The walls I’ve built,
Express my guilt,
Beyond them lies the heaven,
And the sky divided in seven,
The dimensions in eleven,

The walls I’ve built,
The walls of fear,
And the walls of tear,
The walls of hate,
And the walls of fate,

The walls I’ve built,
Confine me in the dark,
Where dogs of conscience bark,
In the misty street of terror,
A place to repeat my error,

The walls I’ve built,
Express my guilt.

WORLD OF THOUGHTS

WORLD OF THOUGHTS

A world of thoughts,
The multidimensional pathway,
Carrying me away,
From the real path,

A world of thoughts,
The sensational stray,
Making me sway,
Like a tree in wrath,

A world of thoughts,
the influentional pay,
Letting me stay
in the intricate math.

Hello world!

Welcome to WordPress.com. After you read this, you should delete and write your own post, with a new title above. Or hit Add New on the left (of the admin dashboard) to start a fresh post.

Here are some suggestions for your first post.

  1. You can find new ideas for what to blog about by reading the Daily Post.
  2. Add PressThis to your browser. It creates a new blog post for you about any interesting  page you read on the web.
  3. Make some changes to this page, and then hit preview on the right. You can alway preview any post or edit you before you share it to the world.